Fiction short story

LONDON DIAMOND
 A story behind doesn't any story
Hyderabad 1821 raziya sultan ke do bache the mirza sultan beta or sahin beti .1821 me india ki logo ki economic achi nhi thi .qnki india me us samay angrejo ka sasn tha.
lekin kahte hai na hera koyle ki khaan me hi niklta hai .sahin ko naye naye chijo ko bnane me kafi intresting tha lekin gulami ki wajah se sahin skool me jada na ja ski.lekin kahte hai na padhne wala kahin bhi padh leta hai,sahin ki padhai me or naye chijo bnane me intrestng thi ki wah ghr me hi padhne lagi.june24 ye aisa din tha jisne sahin ki umeedo ka naya sawera dekha .margreta skool hydrabaad
margreta high school british
jaha angrejo ke bache padhte the .sahin unhe us din khidki se padhte dekh rhi thi.tvi ek angrejibache ko us par najar padh gyi.sahin itni sundr thi ki us ldke ko bha gyi.wah lrka bahar akr sahin se pucha kya kr rhi ho?sahin drte hue kuch nhi.wah bacha bolta hai mujhse dosti krogi?wah kuch nhi bolne sak rhi.phir bhi usne drte hue boli kya main tumse dosti krungi toh tm mujhe apni kitabe padhne doge.wah lrka ha thik hai bolta hai. sahin tumhara kya naam hai.Alfraid acha naaam hai. phir wah apni kuch kitabe sahin ko padhne deta hai.or isi trh sahin ko nnaye naye chije sikhne ko milti hai or uske sapne ko naya akar .
2saal me wahbnane lgi ki uske aas paas ke log dang rhne lge lekin sahin kuch bhi chij bnane ke baad sabse pahle alfraid ko dikhati. alfraid kafi khush hota in sab chijo ko dekh kar.lekin ab is saal sahin ki umar 18 saaal ho chuki thi sahin ke father sahin ki sadi krwana chahte the.lekin sahin sadi krna nhi chahti thi .usne apni problms alfraid ko btayee.alfraid ne use bhaag kr india se kahin or carrer suru krne ki slah di.lekin wah drr rhi thi wah apne father ko dhokha nhi dena chahti thi,lekin jab sadi ke liye sari chije tay ho gye toh last din wah alfraid se mili wah btata hai.agr tum aaj yaha se bahr nhi nikli toh tum hmesha ke liye yhi qaid reh jaogi.phir sahin mujhe kya krna chahyie .alfraid mujh me trust krti ho toh chalo mere sath .uske baad wo log aisi jgh chle gye jaha sahin ki dream puri ho ske..lekin idhr sahin ki na milne se uske ghr wale pareshan ho chuke the...unhe lga ki angrejo ne use kahin kodnap na kr liye ho..isily ab sahin ke father sahin ki na milne se pareshan the. .sahin ko hr jgh khoja jaa rha tha..phir achank ek tanga chlane wala btaya kl maine usko kl ek angrej lrke ke sath yaha se 10 koss durr chora tha...ab sahin ke father ko lgta hai..use angrejo ne apne jaal me fsa liya..isily ab woh bgawat me utr ate hai.or dono trf se ldai maar kaat shuru ho jati hai..
Un dino hydrabaad me sirf khoon ki ndiya bah rhi thi..ab Indians ajadi ke lad rhe the..unhe lgne lga sahin ko jis trh fsa ke woh log jo hmari betiyo ko utha rhe h..isily hr din fight for justice ke liye chlta rha...
british war

4saal baad sahin ke experiment me rang laye or wah ek great scientists bnn gyee...usne nayee nayee hi-tech gunn bnaye ..jisse america kai desho me raaz krne lga ...phir wah jab india ke bare me sochi toh...usne angrejo se india ko ajad krane ki sochi...isiliy usne apne father ko telegram bheja achacnak uske jinda hone ki baat se wah log kafi khush ho gye ...usne America se kai hi tech gun bheje ..phir wah ek din india ane ki khabr bheji lekin sath hi sath usne btaya usne ek angrej se sadi kr li hai. phir jab wah india ayee ...alfraid ke sath
Sahin ke father or uska bhai sahin ko lene chennai water boat basement ship se utrne wale place me gye ...waha se unhe lekr kuch dur jane ke baad sahin or uske bhai ne alfraid ko maar dene ka plan phle hi bna chuke...us jungle me unhone tange ko roka or unhone piche se alfraid ko maar dala ...sahin gbra gyee...wah log bdnami ki wajah se use toh maar dale lekin wah log sahin ko na maar paye qnki sahin ne turnt apne bchao ke liye gunn nikaal kr apna bchao kr li. ..or wah bhaag kr phir se america chli gyiiii. ...or usne gore angrej ke dariya dili ko dekh kr London ko diamond heart naam diya. ..
After 1year sahin ship se dusre iland jaa rhi thi..experiment ke liye lekin mausam kharabb hone ke wajah se unki ship me kuch gadbdi aa gyi or unki ship barmunda triangle me chli or isi ke sath Sahin duniya se chl bsi...
ships

Thank you 

Comments

Popular posts from this blog

Sad quotes about Life